Rann Ki Dahaad Song Lyrics - Pranaam

Rann Ki Dahaad Song Lyrics from Pranaam (Hindi) (2019) Rann Ki Dahaad Song Lyrics sung by Brijesh Shandilya.This song is composed by Vishal Mishra with lyrics penned by Manoj Muntashir. Pranaam (Hindi) (2019) movie stars Rajeev Khandelwal, Sameksha and the songs were released in 2019.

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Sanhaar ki hai ye ghadi, Prahaar ki hai ye ghadi Le khadag aaj nyaan se nikal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Sasa-mama-gaga-dada-mama-nini-dada-sasa Sasa-mama-gaga-dada-mama-nini-dada-sasa Sasa-nini-papa-mapa-nini-papa-mama-rega Papa-mama-rere-nire-sa Sa-re-ma sa-re-pa ma-pa-ni pa-ni-re ga-re ni-re-sa

Hai mantra ek yudh ka Ki maar de ya marr yahan Aur na vikalp hai sadak bandh le sar yahan Ho, Saam-daam-dand-bhed Rann mein sab pavitra hai Jeet ke siva yahan kaun kiska mitra hai

Dhadd ke sis ko ukhaad Chann mein harr le sabke praan Chalni karde dushmano ki dhaal tu Dhadd ke sis ko ukhaad Chann mein harr le sabke praan Chalni karde dushmano ki dhaal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Sanhaar ki hai ye ghadi, Prahaar ki hai ye ghadi Le khadag aaj nyaan se nikal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu

Bhu-bhuja mein bizliyan Aur pralay sa aankh mein Hastiyan na mil sake Paapiyon ke raakh se

Chama, daya se hai mial Kisko nayaay kab yahan? Todd de tu chakravyuh Wadh hi wadh ho aab yahan

Bharle tarkaso ke paan Baandh kar dhwani kripaan Paapiyon ke tan se khinch khaal tu Bharle tarkaso ke paan Baandh kar dhwani kripaan Paapiyon ke tan se khinch khaal tu

Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad Aaj rakt se dhara ko karde laal tu Sa-re-ma sa-re-pa ma-pa-ni pa-ni-re ga-re ni-re-sa.