Ishwar Allah Song Lyrics - PM Narendra Modi

Ishwar Allah Song Lyrics from PM Narendra Modi (Hindi) (2019) Ishwar Allah Song Lyrics sung by Suvarna Tiwari.This song is composed by : Hitesh Modak with lyrics penned by Lavraj. PM Narendra Modi (Hindi) (2019) album stars Vivek Oberoi, Manoj Joshi and the songs were released in 2019.

Ishwar Allah Ishwar Allah

Bewajah hai fizaa mein Rask yahan hai Roota hai chupke kyun Sach bejubaan hai

Teri nazar mein Ek sabhi dil Ishwar allah tere jahaan mein Nafrat kyun hai? Jung hai kyun?

Tera dil toh itna bada hai Insaan ka dil tang hai kyun?

Allah..

Kadam kadam par Sarhad kyun hai? Saari jameen jo teri hai Suraj ki fere karti hai Phir kyun itni andheri hai? Is duniya ke daaman par Insaan ke lahoo ka rang hai kyun?

Gunj rahi hai kitni cheenkhein Pyar ki batein kaun sune? Tutt rahe hai kitne sapne Inke tukde kaun chune Dil ke darwajo par taale Taalo par ye jung hai kyun?

Ishwar Allah.. Ishwar Allah..