Namaste ya salam kehne me Jhukne me harj kuch nahi Lekin itna na jhuko Ke sar ki topi gir pade
Aaj ki duniya me beta Baap se hosiyar hai Baap ko paise se Ise jindgi se pyar hai Sabke aage sar jhukane me Hame inkar hai Uski ijjat hai yaha jo aadmi kuddar Aaj ki duniya me beta Baap se hosiyar hai Baap ko paise se Ise jindgi se pyar hai Aaj ki duniya me beta
Jopdi walo mahal ke aage Bikh mange mat jana – 2 Apni mehnat majduri ki Jaisi mil jaye khana – 2 (Bin tere kaise din kat ta hai Dil ne kyu chaha) – (2)
Mushkil hai majdur ki takat se Dhanwano ka takrana – 2 An tak jisne takkar li hai Use pada hai pachtana – 2 Sabke aage sar jhukane me Hame inkar hai Uski ijjat hai yaha jo aadmi kuddar Aaj ki duniya me beta Baap se hosiyar hai Baap ko paise se Ise jindagi se pyar hai Aaj ki duniya me beta
Ham to pyar karenge us se Jo apne man bhaye – 2 Baap ko chahiye aisa rista Jaha se daulat aaye – 2 (Bin tere kaise din kat ta hai Dil ne kyu chaha) – (2) Aaj jurm hai dahej lena Koi use samjhaye – 2 Aisa na ho bahu ko la ke Hawa jel ki khaye – 2 Sabke aage sar jhukane me Hame inkar hai Uski ijjat hai yaha jo aadmi kuddar Aaj ki duniya me beta Baap se hosiyar hai Baap ko paise se Ise jindgi se pyar hai Aaj ki duniya me beta
Tum to kisi ne ho na paye Kisi ne tumse pyar kiya – 2 Na to vada kiya aaj ka Na kal ka ikarar kiya – 2 (Bin tere kaise din kat ta hai Dil ne kyu chaha) – (2) Hamse apni khushi se jyada Gham pe hi aitbar kiya – 2 Gham ne sath nibaya apna Khushi ne dil bejar kiya – 2 Sabke aage sar jhukane me Hame inkar hai Uski ijjat hai yaha jo aadmi kuddar Aaj ki duniya me beta Baap se hosiyar hai Baap ko paise se Ise jindgi se pyar hai Aaj ki duniya me beta
| Movie / Album | Papi Pet Ka Sawal Hai Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | M G Hashmat |
| Singer's | Kishore Kumar, Suresh Wadkar |
| Music Director | Shankar-Jaikishan |
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Singer : Anuradha Paudwal, Sharda Rajan Iyengar