Dil Ne Kaha Song Lyrics - Panga

Dil Ne Kaha Song Lyrics from Panga (Hindi) (2020) Dil Ne Kaha Song Lyrics sung by Shahid Mallya, Asees Kaur.This song is composed by Shankar–Ehsaan–Loy with lyrics penned by Javed Akhtar. Panga (Hindi) (2020) movie stars Kangana Ranaut, Jassi Gill and the songs were released in 2020.

Haan pehle pehal tumse mili jo nigaahein Toh yeh dil kaha tha arey yehi toh hai woh Jisey dhoondh rahe the jazbaat tumhare Chalo shukar karo ki jisey chaha tha Aaj tennu mil gaya ve

Khaabon ki nawaazishein hain Chahaton ki baarishein hain Doob chale hain jisme main bhi aur tum bhi Halki halki si deewangi hai Halki halki masti Dono khush hain ki dekho Apni aarzoo ka gulshan khil gaya oye

Saansein rukne lagi palkein jhukne lagi Ho na ho yeh mohabbat hai

Dekho dheere dheere baaton baaton mein Ab ho gaya hai kaisa kamaal Dekho haule haule, aankhon aankhon mein Dil ho gaya hai kaisa nihaal

Dekho dheere dheere baaton baaton mein Ab ho gaya hai kaisa kamaal Dekho dheere dheere baaton baaton mein Ab ho gaya hai kaisa kamaal

Dekho haule haule, aankhon aankhon mein Dil ho gaya hai kaisa nihaal Dekho dheere dheere baaton baaton mein Ab ho gaya hai kaisa kamaal