QatlEAam Unplugged Song Lyrics

QatlEAam Unplugged lyrics from Garrari Pitbull Te is a hindi movie, music produced by ram sampath. It stars sobhita dhulipala, sona mohapatra in main roles, this movie released in 2016. The soundtrack album is composed by ram sampath.

Hai ganimat dil yeh patthar Ho chuka tamaam hai Hai ganimat dil yeh patthar Ho chuka tamaam hai

Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai

Chhod ke saari sharam ko Shaam ki chaukhat pare Chhod ke saari sharam ko Shaam ki chaukhat pare

Aaiye aa jaaiye.. Yeh raat ik hamaam hai Aaiye aa jaaiye.. Yeh raat ik hamaam hai

Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai

Haan.. Sab sunaate hain ki humne Haq hi kyun tumko diya. Sab sunaate hain ki humne Haq hi kyun tumko diya.

Jaan-e-jaan khud hi bataaye Jaan-e-jaan khud hi bataaye Yeh koi ilzaam hai

Aapki aankhon mein warna, Aaj qatl-e-aam hai. Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai

Hai sarafa dil ka aur ye waqt bauni ka huaa Hai sarafa dil ka aur ye waqt bauni ka huaa

Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai