Mann Mor Huaa Matawaala Song Lyrics

Lyrics of 'Mann Mor Huaa Matawaala ' song from the hindi movie 'Afsar Lyrics', in the voice of singer suraiya,

Mann mor huaa matwaala Kis ne jaadoo daala re kis ne jaadoo daala Mann mor huaa

Gheer gheer aaee – 2 Kaari badariya Bole praan-papeeha piya piya piya Jiya sharamaaye – 2 Muskaaee aramaanon ki jayamaala Matwaala huaa marwaala Kis ne jaadoo daala re kis ne jaadoo daala Mann mor huaa

Tum suhaag ho, mein suhaagini Suhaagini mein suhaagini Tum soor ho mein madhur raagini, mein suhaagini Tum nas-nas ras ki fuaar Mein rom-rom madhushaala Matwaala huaa matwaala Kis ne jaadoo daala re kis ne jaadoo daala Mann mor huaa