Jindgi bebas huyi hai bekasi kaa sath hai Ek ham hain iss kafas me ya kuda kee jat hai
O aasman wale shikwa hai jindgi kaa – (2) Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa
(Too dekhta rahe aur dooniya hame saja de Kya jurm hai mohabbat itana jara bata de) – (2) Manjil pe kyo luta hai – 2, har karawan kushi kaa
O aasmanwale shikwa hai jindgi kaa Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa
(Itni si iltija hai tujhse meri dua kee Allah sharm rakhna dooniya me too wafa kee) – (2) Hota hai maut hee toh – 2 anjam jindgi kaa
O aasman wale shikwa hai jindgi kaa Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa
| Language | Hindi |
| Singer's | Lata Mangeshkar |