Unhe kissa e gham likhne ko baithe to Dekhe kalam ki rawani me aansu Ye anmol tare hi ulfat ke moti Unhe humne bheje nishani me aansu Unhe kissa e gham
Mera dard ulfat unhe khich laya Najar jo uthayi to wo samne the Humari khushi ka wo alam na puchho Nikal aaye the sa khumari me aansu Unhe kissa e gham
(Mere aansuo mein chhupe hai wo tufa Jo machle to sare jahaan ko dubo de) – 2 Abhi tumne duniya mein dekha hi kya hai Laga dete hai aag pani me aansu Unhe kissa e gham
Ye aansu ke jugnu meri roshni hai Andhere mein rahe dikhate hai mujhko Na samjhegi duniya na samjhoge tum bhi Jhalakte hai meri kahani mein aansu Unhe kissa e gham likhne ko baithe to Dekhe kalam ki rawani me aansu Ye anmol tare hai iulfat ke moti Unhe humne bheje nishani me aansu Unhe kissa e gham
| Movie / Album | Naya Kanoon Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Singer's | Asha Bhosle |
| Music Director | Madan Mohan |
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Singer : Mohammad Rafi