Kabhi Nahi Pad Sakta Song Lyrics - Nasha Vol. 2 - Pankaj Udhas Lyrics

Lyrics of 'Kabhi Nahi Pad Sakta ' song from the bollywood movie 'Nasha Vol. 2 - Pankaj Udhas Lyrics', in the voice of singer pankaj udhas,

(Kabhi nahi pad sakta – 2 yaaron maikhaane mein tala – 2 Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala – 2) – 2 Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala

Jaam pe jaam chadhkar gham halka kar leta hai – 3 Aur manaaye jashna koi takrakar pyale se pyala – 2 Kabhi nahi pad sakta yaaron maikhane mein tala – 2 Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala – 2

(Maikhane mein aaj kuchh itani – 3 bheed hai peene waalon ki) – 3 Ghar pe jaake so nahi sakta maikhane ka rakhawala – 2 Kabhi nahi pad sakta yaaron maikhane mein tala – 2 Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala – 2

Wo saawan ho ya ho patjadh jo jaam chalkaate rehte hai – 3 Peene se kab rukk sakta hai jo hai main ka matwaala – 2 Kabhi nahi pad sakta yaaron maikhaane mein tala – 2 Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala – 2 Shehar hai peenewala – 5