Mera Dil Yeh Pukaare Aa Ja Song Lyrics - Nagin Lyrics

Lyrics of 'Mera Dil Yeh Pukaare Aa Ja ' song from the hindi movie 'Nagin Lyrics', the lyrics are written by rajendra krishan, in the voice of singer lata mangeshkar,

(Aa ja, aa ja………

Mera dil yeh pukaare aa ja, mere ghum ke sahaare aa ja Bhiga bhiga hain sama, ayise me hain too kaha?

Too nahee toh yeh rut yeh hawa kya karu Dur tujhase mai rahake bata kya karu Suna suna hain jahaan, abb jaau mai kaha Bas itana mujhe samajha ja

Aandhiya woh chalee, aashiya lut gaya Pyaar ka muskuraata jahaan lut gaya Yek chhotee see jalak, mere mitane talak O chaand mere dikhala ja