(Tapte huye sehrao me sadiyo baad barsat hogi
Hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane Tere mere yarane ho – 2 Ho ho ho Galiya nagar ganv basti nahi Sari duniya hi ye jane Tere mere yarane ho – 2 Ho ho ho Hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane Tere mere yarane ho – 2 Ho ho ho
(Naino ke kajal se panv ki payal se Julfo ke aanchal se puchho) – (2) Apni adao se inn gori baho se Tirchhi nigaho se puchho kya Mujhe har janam me mila sath tera Bite hai kitne jamane Tere mere yarane ho – 2 Ho ho ho Galiya nagar ganv basti nahi Sari duniya hi ye jane Tere mere yarane ho – 2
(Kali ghatao se udati fijao ne Mehki hawao ne dekha) – (2) Chanda ke ghero ne gehre andhero ne Chadte savero ne dekha kya Sabne hai jana pehchana ye mana Too mane ya na mane Tere mere yarane ho – 2 Ho ho ho Hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane Tere mere yarane ho – 2 Ho ho ho
(Aankho me sapne lage hai tadpane Khayalo me tasvir teri) – (2) Khud ko bhula ke tere paas aake Kehti hai takdir meri Meri mohbbat aur teri vafa ke bante rahenge fasane Tere mere yarane ho – 2 Ho ho ho Hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane Tere mere yarane ho – (5)
| Movie / Album | Nagin (1976) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi |
Lyricist : Verma Malik
Singer : Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor