(Sine me aag bhadakatee hai, aankho se panee bahata hai Kuchh aisee chot lagee dil par, dil ro ro kar yeh kahata hai
Ai ishk hame barabaad na kar – (4)
Dil tod ke mann ka mit gaya, ham har gaye ghum jit gaya Kushiyo ka jamaana bit gaya, kushiyo ka jamaana yaad na kar Ai ishk hame barabaad na kar – (2)
Kyon rote hain do divaane, bedard jamaana kya jaane Bedard jamaane se ai dil, ummid na rakh fariyaad na kar Ai ishk hame barabaad na kar – (2)
Pahale toh kafas me kaid kiya, saiyyad ne phir yeh hukm diya Honthon ko see ashkon ko pee, aansu na baha fariyaad na kar Ai ishk hame barabaad na kar – (4)
| Movie / Album | Naach - 1949 Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Sarshar Sailani |
| Singer's | Mohammad Rafi, Suraiya |
| Music Director | Husnlal-Bhagatram |
Lyricist : Kaif Irfani
Singer : Mohammad Rafi, Suraiya