Chaandani Aasmaan Pe Hai Nahin Song Lyrics - Muskurake Dekh Zara Lyrics

Chaandani Aasmaan Pe Hai Nahin lyrics Muskurake Dekh Zara Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by ranjit barot. Produced by

Chaandani aasmaan pe hai nahin Woh toh hai yahin kahin khushnaseebi ho o o o…. Paalaki chaand ki chali wahaan Aati hai dulhan yahaan khushnaseebi Woh kal tak jo dur the, aaj unaka hi noor hai Roshan huyi dil ki jamin ho o o o…. Chaandani aasmaan pe hai nahin Woh toh hai yahin kahin khushnaseebi

Naajuk honto pe kaatil haseen hai, nigaahein hai tir si Sapano mein adaayein sholo si hai, tu hai rangon mein rangin Abb rang le tu pyaar ka, dile dildaar ka Shaamo sehar ho bekhudi ho o o o o…. Chaandani aasmaan pe hai nahin Woh toh hai yahin kahin khushnaseebi

Khushnaseebi Taarifon pe aise bhi na sharmaao, najare milane bhi do Parde mein haya ke aankhon se tum baatein hone bhi do Are pehala yeh pyaar hai, pyaar ka deedaar hai Tumase huyi hai aashiqui ho o o o o….. Chaandani aasmaan pe hai nahin Woh toh mere saath hai khushnaseebi ho o o o… Paalaki chaand ki chali wahaan Aati hai dulhan yahaan khushnaseebi