Mujhse Shaadi Karogi Lyrics / Hindi / Alka Yagnik
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaye Song Lyrics
Meaning and listening notes
The song "Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaye" is a Hindi track from the movie Mujhse Shaadi Karogi. It features a duet performance by popular singers Alka Yagnik and Udit Narayan.
Interpretation
The lyrics convey a playful yet earnest desire for mutual love, with both individuals wishing for the other to experience the intensity of falling in love, despite some initial playful resistance.
Listen forthe repeated 'rab kare' wish for lovethe back-and-forth vocal exchange between the singersthe progression from playful denial to romantic acknowledgmentimagery of hearts becoming restless and belonging to another
Find more like thisrab kare tujhko bhi pyaar ho jayemujhse shaadi karogi lyricsalka yagnikudit narayanhindi songpyaar ho jayetera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Lyrics
Alka yagnik:
Ho oh oh oh oh, ho oh oh oh oh
Oh oh ho ho, ho oh oh oh oh
Udit narayan:
O, tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
Alka yagnik:
O, mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
Mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
Rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
La la la la la la la
Udit narayan:
Hey hey hey, ho ho ho
Tu ada hai tu mohabbat, tu hi mera pyaar hai
Mar mita hoon mar mita hoon
Haan mujhe ikraar hai
Alka yagnik:
Jaanti hoon hai sharaarat yeh jo tera pyaar hai
Kya karoon main kya karoon main
Dil ko to inkaar hai
Udit narayan:
O, tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
Tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
Alka yagnik:
Main haseena naazneena, har taraf yeh shor hai
Tu deewaana ban gaya hai
Dil pe kis ka zor hai
Udit narayan:
Main deewaana kam nahin hoon, haarkar na jaaoonga
Dil churaane aa gaya hoon
Dil chura le jaaoonga
Alka yagnik:
Tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye - 2
Rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
Udit narayan:
O, tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
About this song
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaye lyrics : Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaye Song from Mujhse Shaadi Karogi Lyrics is sung by alka yagnik, udit narayan and composed by,
