Jeene De Song Lyrics - Mohit Chauhan - Fitoor (2009)

Jeene De Lyrics from Mohit Chauhan - Fitoor (2009) (hindi) sung by mohit chauhan. This song is composed by mohit chauhan with lyrics penned by mohit chauhan. Mohit Chauhan - Fitoor (2009) (hindi) movie and the songs were released in . Jeene De Lyrics from Mohit Chauhan - Fitoor (2009): mohit chauhan sings this hindi song for Mohit Chauhan - Fitoor (2009) film with music by mohit chauhan

Chal raha tha kaarwaan, udate baadalon ki tarah Chalate chalate kahaan kho gaya, kyun badal gayi daastaan

Naam hai tera hausala, kaun hai kyun milaaye najar Tu chale toh ruke dhadkane chaahe jab tu aaye najar Thi yeh sada dil, yeh hai sapana Jungle ka raaja tu hai tu hai tu hai hai O ho ho ho………

Sadiyon se ghumein tu in waadiyon mein, yeh tera hai ghar Yuun kho gaya toh reh jaayega adhura safar Keh rahi hai yeh jamin pyaar se jiyo sabhi Sabko hak hai jine ka yahaan Jeene jeene jeene de – (4)

Chal raha tha kaarwaan, udate baadalon ki tarah Chalate chalate kahaan kho gaya, kyun badal gayi daastaan