Shaabaashiyaan Song Lyrics - Mission Mangal

Shaabaashiyaan Song Lyrics from Mission Mangal (Hindi) (2019) Shaabaashiyaan Song Lyrics sung by Shilpa Rao, Anand Bhaskar, Abhijeet Srivastava.This song is composed by : Amit Trivedi with lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. Mission Mangal (Hindi) (2019) album stars Akshay Kumar, Vidya Balan and the songs were released in 2019.

Kehte Thhe Log Jo Qaabil Nahin Hai Tu Denge Wahi Salamiyan Dil Thaam Ke Jahaan Dekhega Ek Din Teri Bhi Kaamyaabiyan

Kar Ke Dikha Kamaal Wo Aake Zameen Pe Deke Jaaye Aasmaan

Shaabaashiyaan Shaabashiyan…

Sach Hone Ki Khatir Jo Supne Keemat Maangenge Jaag Ke Raatein Keemat Bhar Dena

Jab Nazdeek Se Dhekhe Toh Khushiyon Ke Aanshu Aayein Tu Nazron Ko Wo Manzar Dena

Khubi Ek Hai Ek Mitayenge Teri Hazar Khaamiyaan Kar Ke Dikha Kamaal Wo Aake Zameen Pe Deke Jaaye Aasmaan

Shaabaashiyaan Shaabashiyan… Ho