Paayal Kare Yeh Chham Chham Song Lyrics - Mere Sapnon Ki Rani - 1997 Lyrics

Paayal Kare Yeh Chham Chham lyrics : Paayal Kare Yeh Chham Chham Song from Mere Sapnon Ki Rani - 1997 Lyrics is sung by alka yagnik, udit narayan and composed by anand-milind,

Ku ku ku ku………

Na na na na na….. (Paayal kare yeh chham chham, ku ku ku ku……… Chudi kare yeh khan khan, ku ku ku ku……… Yeh chham chham kya bole, yeh chhan chhan kya bole Paas mere aaja tarase mann, jaanam) – (2) Paayal kare yeh chham chham, ku ku ku ku……… Chudi kare yeh chhan chhan, ku ku ku ku………

Na na na na na….. Kuchh dekhu toh sanam main dekhu bas tujhe Kuchh sochu toh sanam main sochu bas tujhe Paayi maine khushiya tujhako jo paa liya Dur nahi jaana kabhi mujhase tu mere piya Saath na chhodunga tera, haath na chhodunga tera Sang main rahunga tere har dum, jaanam Paayal kare yeh chham chham, ku ku ku ku……… Chudi kare yeh chhan chhan, ku ku ku ku………

Na na na na na….. Naino ka yeh likha naino ne padh liya Iss dil ne jo kahaan uss dil ne sun liya Honto pe bhi aa gaya, pyaar hamein ho gaya Maine tujhe, tune mujhe saathi tab chun liya Main bani hoon tere liye tu bana hai mere liye Tu hai dil mera toh main hoon dhadkan, jaanam Paayal kare yeh chham chham, ku ku ku ku……… Chudi kare yeh chhan chhan, ku ku ku ku………