Jindagi mein nayi baat hone ko hai Aasmaano ka abb saath hone ko hai Jaate huye kehate hai pal, shuru ho gayi nayi daastaan Badale huye din raat hai, badala sama Jindagi mein nayi baat hone ko hai Aasmaano ka abb saath hone ko hai
Yeh hawaaye jo aayi hai, khaab aankhon mein laayi hai Khaayishein dil mein jine ki, (phir jagaayi hai -2)
Pyaar mein rab ko dekha hai, ya nigaaho ka dhoka hai Baarishon ki jubaan se suna rab aisa hai, tere jaisa hai Jindagi mein nayi baat hone ko hai Aasmaano ka abb saath hone ko hai Jaate huye kehate hai pal, shuru ho gayi nayi daastaan Badale huye din raat hai, badala sama Jindagi mein nayi baat hone ko hai Aasmaano ka abb saath hone ko hai
| Movie / Album | Mere Khwabon Mein Jo Aaye Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Singer's | Aishwarya Nigam |
| Music Director | Lalit Pandit |
Lyricist : Javed Akhtar
Singer : Alka Yagnik, Clinton Cerejo, Lalit Pandit, Runa Rizvi, Shaan