Mere Baap Pehle Aap Lyrics / Hindi / Shaan

Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai Song Lyrics

Meaning and listening notes

Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai is presented as a lyrics page from Mere Baap Pehle Aap Lyrics in the Hindi collection with Shaan and Shreya Ghoshal in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai", and connect the song to its mood and themes.

Interpretation

Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with an emotional tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnemotional tone
Find more like thismaine hawa ke paron pe likha hai lyricsmere baap pehle aap lyricshindi song lyricsshaan lyricsshreya ghoshal lyricsreflection lyricsemotional songmaine hawa ke paron pe likha hai

Lyrics

Maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana Tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana Phulon mein taaron mein, saare najaaron mein Aankhon ne dekha hai chehara tera Maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana Tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana Maine khayaalon ka jaha basaaya, raaton ko khaabon mein tujhe chhupaya Mann ke daricho mein tujhe sajaaya, jaane tu jaane na ho o o o Yaadon ki maine tasvir banaayi, tujhase kahi na har baat chhupaayi Sehati rahi chup chaap judaayi, maane tu maane na Tere hi chaanv ki khili khili khili hai chaandani Tere shabaab ki saji saji saji hai raagini Kya karu, kya karu jine na deti hai teri ada Maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana Tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana Itani haseen kaaynaat hogi, jasbaaton ki barsaat hogi Socha nahi tha mulaakaat hogi, maine toh jaane jaan Masti mein duba hai sama sharaabi, hone laga aalam gulaabi Aaye na chain kahin jara bhi, behake mere armaan Raha kareeb bhi jara jara jarasa faasala Na tuta tutake jara jara jarasa silsila Aa gaye paas hum, saanson mein mehaki hai teri wafa Maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana Tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana Phulon mein taaron mein, saare najaaron mein Aankhon ne dekha hai chehara tera Ha ha aa aa aa ha ha ha la la

About this song

Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai lyrics Mere Baap Pehle Aap Lyrics is a bollywood movie, this movie released in. The soundtrack album is composed by vidyasagar. Produced by