Kehta hai joker saara jamaana Aadhi haqikat aadha fasana
Chashma utaaro phir yaaro dekho Duniya nahi hai chehra purana
Kehta hai joke…
( apne pe hans kar jag ko hansaya Ban ke tamasha mele main aaya ) -2 Mele main aaya
(Hindu na mulsim, poorab na pashchim) -2 Mazhub hai apna, hansna hansaana
Kehta hai joker …
(Dhakke pe dhakka, rele pe rela Hai bheed itni, par dil akela ) -2 Par dil akela
(Gam jab sataye, seeti bazana ) -2 Par maskhare se dil mat lagana
Kehta hai joker … Chasma utaro … Kehta hai joker …
| Movie / Album | Mera Naam Joker Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Mukesh |