Maayein Pyaar Ki Ghataayein – 2 Song Lyrics - Mera Ghar Mere Bachche - 1985 Lyrics

Lyrics of 'Maayein Pyaar Ki Ghataayein – 2 ' song from the hindi movie 'Mera Ghar Mere Bachche - 1985 Lyrics', the lyrics are written by anand bakshi, in the voice of singer shabbir kumar,

Waqt jo aisa aan pade toh, dena yeh balidaan pade toh Apana dharam karam sab kuchh mamata ki bhent chadhaaye Maayein, pyaar ki ghataayein Thandi thandi hawaayein, maayein, pyaar ki ghataayein Apane ghar, apane bachchon ke liye jiye mar jaaye Maayein, pyaar ki ghataayein Thandi thandi hawaayein, maayein, pyaar ki ghataayein Pyaar ki ghataayein, pyaar ki ghataayein, pyaar ki ghataayein