Aa……
Main aaya deewaana, main aaya mastaana Jalata hoon har pal main, main hi hoon parwaana Kisane pukaara hai, kisane hai lalkaara Aaya hoon dharati pe kismat ka main taara
(Dekho 2000 jamaana aa gaya – (3) Milake jine ka bahaana aa gaya Bachake rehana haan deewaana hoon main) – (2) Dekho 2000 jamaana aa gaya, milake jine ka bahaana aa gaya
Hey hongi nayi baatein, socho kya hongi raatein Pehale jo na thi woh, hongi mulaakaatein Jo chala gaya bhul ja, kya kisi se gila – (2) Teerein najar ka nishaana hoon main Dekho 2000 jamaana aa gaya -2, milake jine ka bahaana aa gaya Bachake rehana
Millenium it s new world -2 new world
Khulake sab karenge, hum na abb darenge
Khulake sab karenge, hum na abb darenge Dushman se ladenge, hasino pe marenge Koyi toh kahe bewafa, koyi toh dilruaba – (2) Par main main hoon, sayaana hoon main Haan deewaana hoon main Dekho 2000 jamaana aa gaya -2, milake jine ka bahaana aa gaya Bachake rehana deewaana hoon main
| Movie / Album | Mela (2000) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Dharmesh Darshan, Sameer |
| Singer's | Aamir Khan, Hariharan, Leslie Lewis |
| Music Director | Anu Malik |
Lyricist : Dharmesh Darshan, Sameer
Singer : Aamir Khan, Hariharan, Leslie Lewis
Lyricist : Dev Kohli, Sameer
Singer : Anuradha Paudwal, Udit Narayan