(Hawa me udana chaahe yeh dil aaj kyon Kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon) – (2) Ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain – (2) Khula khula badan hain meraa Maja majja ah ha kya majja – (2)
(Kabhee dil hain yaha, kabhee dil hain waha Janu na janu, meraa dil hain kaha) – (2) Kya hain yeh jadu, kya hain yeh nasha Arey kyon hu bekabu bekabu ho raha Jawan jawan yeh mann hain meraa Maja majja ah ha kya majja – (2)
(Kabhee me yeh sochu kabhee me woh sochu Behakna mai chahu kabhee khud ko roku) – (2) Najro se koi bole, toh sunti hu kyon Yeh kaise hain sholey, mai jalatee hu kyon Dhuan dhuan yeh tan hain meraa Maja majja ah ha kya majja – (2)
Hawa me udna chahe yeh dil aaj kyon Kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon Ek naya ekdsas hain, ek naya andaj hain – (2) Khula khula sa tan hain meraa Maja majja ah ha kya majja – (3)
| Movie / Album | Mazaa Mazaa Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Praveen Bhardwaj |
| Singer's | Shreya Ghoshal |
| Music Director | Arun Daga |
Lyricist : Praveen Bhardwaj
Singer : Arun Daga, Sunidhi Chauhan
Lyricist : Praveen Bhardwaj
Singer : Arun Daga, Shreya Ghoshal