Suna Tha Dekha Na Tha Song Lyrics - Mast Lyrics

Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics from Mast Lyrics (hindi) sung by sonu nigam, sunidhi chauhan. This song is composed by sandeep chowta with lyrics penned by nitin raikwar. Mast Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics from Mast Lyrics: sonu nigam, sunidhi chauhan sings this hindi song for Mast Lyrics film with music by sandeep chowta

Suna tha dekha na tha Samjha na tha jaana na tha (Suna tha dekha na tha Samjha na tha jaana na tha O kya yehi woh pyar hai Ye jo mujhe ho gaya) – (2)

Mere honth gaye tarane ushi ke Woh aaye na jaye khayalo se Kyu hai haal aisa diwano ke jaisa Koi to bata de hua kya hai Kya yehi woh pyar hai Ye jo mujhe ho gaya (Suna tha dekha na tha Samjha na tha jaana na tha) – (2)

Mai chalta hu rukta hu Phir sochta hu Sama kaisa jado jagata hai Agar mast hu mai To masti ye kya hai Mere saath ye silsila kya hai Kya yehi woh pyar hai Ye jo mujhe ho gaya (Suna tha dekha na tha Samjha na tha jaana na tha) – (2) Are kya yehi woh pyar hai Ye jo mujhe ho gaya La ra la la ra la – 3 Kya yehi woh pyar hai