(U.p. bihar na punjab rajasthan – 2 Meri taal pe dewaana saara hindustan – 2) – 2
Chanchal jawaani badi manchali hai Dewaano mein mach gayi khalbali hai Jaipur ki choli meri sheeshewaali Saadi banaras ki chunari bhopali Aankhon mein surma bareli ki jaan – 2 Meri taal pe dewaana saara hindustan – 2
Mujhko pukaare koyi dilbar jaani Koyi kahe beautiful meri raani Dewaane meri jawaani pe saare Chaahat mein mere phire maare maare Sabko lubhaati hai meri muskaan – 2 Meri taal pe dewaana saara hindustan – 2
| Movie / Album | Manoranjan - The Entertainment Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Sunidhi Chauhan |
Lyricist :
Singer : Kalpana Patowary, Shreya Ghoshal
Lyricist :
Singer : Kalpana Patowary, Shreya Ghoshal