Majbooriyaan Song Lyrics - Majbooriyaan

Uss mod pe, Tum jo mujhe, Yun chod gaye, Galti thi kya,

Choda tha kyun, Hathon se yun, Woh hath mera, Ye toh bata,

Kyun samjha nahi, Kyun jaana nahi, Kyun pucha nahi, Thi kya,

Meri majbooriyan, Meri majbooriyan, Meri majbooriyan, Meri majbooriyan,

Thi mushkilein, Agar darmiyan, Mujhse toh hota kaha,

Kyun pyar ko, De di saza, Thi chahe jo bhi wajah,

Haan meri wafa, Toh hoti khafa, Par karte bayan, Ek dafa,

Teri majbooriyaan, Teri majbooriyaan, Teri majbooriyaan, Teri majbooriyaan, Haan,