Mere Ashqon Ka Ghum (Lata) Song Lyrics - Madan Mohan - Tere Bagair Lyrics

Mere Ashqon Ka Ghum (Lata) Lyrics from Madan Mohan - Tere Bagair Lyrics (bollywood) sung by lata mangeshkar. This song is composed by madan mohan with lyrics penned by naqsh lyallpuri. Madan Mohan - Tere Bagair Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Mere Ashqon Ka Ghum (Lata) Lyrics from Madan Mohan - Tere Bagair Lyrics: lata mangeshkar sings this bollywood song for Madan Mohan - Tere Bagair Lyrics film with music by madan mohan

Mere ashqon ka ghum na kar aye dil – (2) Apani barbaadiyon se dar aye dil – (2) Mere ashqon ka ghum na kar aye dil

Silsila rok beeti baaton ka – (3) Warana tadpega raatbhar aye dil Mere ashqon ka ghum na kar aye dil

Raah sunsaan hai, andhera hai – (3) Kaise tay hoga yeh safar aye dil Mere ashqon ka ghum na kar aye dil

Tir barsaaye chaand ki kirane – (3) Raat ke lambe jism par aye dil Mere ashqon ka ghum na kar aye dil Apani barbaadiyon se dar aye dil Mere ashqon ka ghum na kar aye dil Aye dil, aye dil, aye dil, aye dil