Meaning, Summary and Listening Notes
Pyar Kiya Toh Darna Kya is presented as a lyrics page from Maan Gaye Mughall-E-Azam Lyrics in the Hindi collection with Anushka Manchanda and Ishq Bector in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Pyar Kiya Toh Darna Kya", and connect the song to its mood and themes.
What it means
Based on the supplied lyrics, this song can be read through love and reflection with a romantic tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.
Listen formain chorus turnromantic imagery
Moodromanticreflective
Themeslovereflection
Find more like thispyar kiya toh darna kya lyricsmaan gaye mughall-e-azam lyricshindi song lyricsanushka manchanda lyricsishq bector lyricslove lyricsromantic songpyar kiya toh darna kya
Lyrics
(Maine kali ka dil nahin toda, maine kali se muh nahi moda
Love ke liye apna sab kuchh chhoda) - (2)
Main toh kali ka -2 deewaana mere yaar
Main toh kali pe -2 apna dil gaya haar
Main toh kali se -2 karna chaahu ikraar
Chaahe junvaar do -2 lambi lambi deewaar
Maan gaye mughal-e-azam, ishq mein duba yeh aalam - (2)
Jab what, jab come on, jab chalana, jab kab
Jab pyar kiya toh darna kya, jab
Jab pyar kiya toh darna kya, pyar kiya koi chori nahi ki
Maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
Love ke liye apna sab kuchh chhoda
Pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
Jab tu, jab main, jab haan
Jab pyar kiya toh darna kya - (2)
Maan gaye mughal-e-azam, ishq mein duba yeh aalam - (2)
Prem nagar ka prince hoon main, aur tu hai rathkasa
Maine tujhko tune mujhko naino mein phaasa
Jab kya jab waah jab aah jab ja
Teer chale talwar chale yaaron ke baadshah
Apna pyar maashaah allah kiski hai parwah
Ishq ka yeh asar chakh le o bekhabar, chakh le o bekhabar
Teer chale talwar chale yaaron ke baadshah
Apna pyar maashaah allah kiski hai parwah
Pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
Jab so what, jab who cares, jab aa haan
Jab pyar kiya toh darna kya - (2)
Maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
Love ke liye apna sab kuchh chhoda
Shehjaada mein cool cool, tu sexy anarkali
Apana charcha shehar shehar aur gossip gali gali
Jab me, jab you, jab true, jab
Zanjeere deeware pehare always lagate rahe
We dont care kehkar paagal premi milate rahe
Ishq ka yeh nasha har taraf har disha, har taraf har disha
Zanjeere deeware pehare always lagate rahe
We dont care kehkar paagal premi milate rahe
Pyar kiya koi chori nahi ki
Maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
Love ke liye apna sab kuchh chhoda, pyar pyar pyar pyar....
Pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
Jab tan jab mann jab dum jab
Jab pyar kiya toh darna kya - (2)
Maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
Love ke liye apna sab kuchh chhoda
Mughal-e mughal-e mughal-e-azam, maan gaye mughal-e-azam - (2)