Tu Mauj Main Hoon Kinaara Song Lyrics - Lovers (1983) Lyrics

Tu Mauj Main Hoon Kinaara Lyrics from Lovers (1983) Lyrics (hindi) sung by amit kumar. This song is composed by r d burman with lyrics penned by anand bakshi. Lovers (1983) Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Tu Mauj Main Hoon Kinaara Lyrics from Lovers (1983) Lyrics: amit kumar sings this hindi song for Lovers (1983) Lyrics film with music by r d burman

Tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga hamaara

Tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga hamaara – (2) O pyaasi hai jivan ki dhaara milan kab hoga hamaara O o o milan kab hoga hamaara

Nadiya bahein chaahe kahin saagar se sangam jaruri hai – (2) Main tere bin adhura hoon, tu mere bin adhuri hai Ho jaise kiran aur taara milan kab hoga hamaara Tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga hamaara Ho ho milan kab hoga hamaara

Tune suna ya na suna maine tera naam leta raha – (2) Tune suni ya na suni aawaaj main deta raha Ho jo saans li dil pukaara milan kab hoga hamaara Tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga hamaara Ho ho milan kab hoga hamaara

Jaise kisi mandir mein log rakh de kisi ki murat ko – (2) Dil mein basa rakha hai yuun maine sajan ki surat ko Teri puja mein pal pal gujaara milan kab hoga hamaara Tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga hamaara Ho pyaasi hai jivan ki dhaara milan kab hoga hamaara O o o milan kab hoga hamaara