Dhin Chak Tak Dhin Song Lyrics - Le Gaya Saddam Lyrics

Dhin Chak Tak Dhin lyrics : Dhin Chak Tak Dhin Song from Le Gaya Saddam Lyrics is sung by roop kumar rathod and composed by amjad khan,

Dhin chak tak dhin – 6

Ek nanha sa deewana janat sab kuch aanjana Laakh ghunaah kar le woh Ashk se aankhe bharle woh Usse pyaar hua hai inkar na karna Hai sab se judda woh ikrar tu karna Dhin chak tak dhin – 6

(Rukh ki rangat khilne lagi hai Dil ki dhadkan badne lagi hai) – 2 Desh mahina rangne lagi hai Peshani chamakne lagi hai Usse pyaar hua hai inkar na karna Hai sab se judda vo ikrar tu karna Dhin chak tak dhin – 6