Beeta mausam fir aaya hai – 2 Yado ki purvayi bhi Aisa to kam hota hoga Wo bhi ho or tanhayi bhi 9koi jhokha jo gujare aagan se Chal teri dikhai deti hai) – (2) (Sidhiyo se utharti hai shyam ko Teri payal sunayi deti hai) – (2)
Bariso ke mahine me aksar Gile pani ki bochhar aati hai (Bhig jate hai palko ke parde Teri bato ki jhankar aati hai) – (2) Kaise kaise yaad aate hai – 2 Apne bhi harjayi bhi Aisa to kam hota hoga Wo bhi ho tanhayi bhi
Kahte hai ki jhil kinare – 3 Ek chand nahane aata hai – 2 (Badali ki tarah pani me khada Ab kisko rijhane aata hai) – (2) Kya ab bhi wo sab hota hai – 2 Milani bhi or judai bhi – 2 (Aisa to kam hota hoga Wo bhi ho tanhayi bhi) – (2)
Movie / Album | Lal Salaam Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Gulzar |
Singer's | Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod |
Music Director | Hridaynath Mangeshkar |