Lahoo Ke Do Rang Lyrics / Hindi / Alka Yagnik
Hasino Ko Aate Hai Kya Kya Bahane Song Lyrics
Meaning and listening notes
This Hindi song, "Hasino Ko Aate Hai Kya Kya Bahane," is from the movie Lahoo Ke Do Rang. It features vocals by Alka Yagnik and Udit Narayan, with music by Anand Shrivastav and Milind Shrivastav.
Interpretation
The lyrics playfully explore the various pretenses and changing moods of beautiful women, contrasting them with the enduring devotion and sometimes suffering of their lovers. It highlights a dynamic of attraction, frustration, and admiration.
Listen forthe repeated phrase hasino ko aate hai kya kya bahanethe contrasting perspectives of 'hasino' beautiful women and 'diwano' loversthe list of changing behaviors like 'kabhi ruth jana kabhi maan jana'imagery of captivating glances and charming words
Find more like thishasino ko aate hai kya kya bahanelahoo ke do rang lyricsalka yagnik udit narayanhindi song lyricsanand shrivastav milind shrivastavsameer lyricistbahanediwano
Lyrics
Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
(Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Khuda bhi na jane
To hum kaise jane) - (2)
(Diwano ko aate hai
Kya kya bnahane) - (2)
Khuda bhi na jane
To hum kaise jane
Kabhi ruth jana
Kabhi maan jana
Kabhi kuch na kahena
Kabhi muskurana
Kabhi door jana
Kabhi paas aana
Kabhi hum pe marna
Kabhi bhaw khana
Hume ye lut ti hai
Sonkhiyo adao se
Hume ye marti hai
Mad bhari nigaho se
Hasate hai hume ye
Chahto ki bato se
Koi kaise bache
Inki karari ghato se
Sang dil bekhabar
Aaye tire nazar
Kabhi chuke na inke nishane
(Hasino ko aate hai
Kya kya bahane) - (2)
Khuda bhi na jane
To hum kaise jane
Diwana banana
Bana ke mitana
Hunar ye hasino ka
Hai ye purana
Dilo ko churana
Chura ke mitana
Ye kissa diwano ka
Sab ne hai jana
Wafa ke naam pe luta hai
Bewafao ne
Kiya barbad hame
Makhmali panaho ne
Kiya ruswa jamane me hume
In mardo ne
Diya hai dard humko to
Inhi be dardo ne
Ek din hai yaha
Ek din hai waha
Roj inke naye ik thikane
(Hasino ko aate hai
Kya kya bahane) - (2)
Khuda bhi na jane
To hum kaise jane
Diwano ko aate hai
Kya kya bahane
(Khuda bhi na jane
To hum kaise jane) - (2)
About this song
Hasino Ko Aate Hai Kya Kya Bahane lyrics : Hasino Ko Aate Hai Kya Kya Bahane Song from Lahoo Ke Do Rang Lyrics is sung by alka yagnik, udit narayan and composed by anand shrivastav, milind shrivastav,
