Mano Ya Na Mano Song Lyrics - Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana

Mano ya na mano Barabar ladungi Mano ya na mano ho

Mano ya na mano Barabar ladungi Allahabad ke high court mein dava karungi Mano ya na mano

Saasu ji ko kidhar bulau Unse baate karni hai

Ari saasu ji ko kidhar bulau Ari saasu ji ko kidhar bulau Unse baate karni hai Are saasu ji ka Saasu ji ka parlour jaana Saasu ji ka parlour jaana Main band karungi Mano ya na mano

Ari mano ya na mano Barabar ladungi Allahabad ke high court mein dava karungi Mano ya na mano

Jithani ji ko idhar bulau Unse baate karni hai

Jithani ji ko idhar bulau Jithani ji ko idhar bulau Unse baate karni hai Are jithani ji ka Jithani ji ka shopping jaana Are jithani ji ka shopping jaana Main band karungi Mano ya na mano

Nanediji ji ko idhar bulau Unse baate karni hai

Nanediji ji ko idhar bulau Unse baate karni hai Nanediji ji ko idhar bulau Unse baate karni hai Nanediji ka Nanediji ka aag lagana Nanediji ka aag lagana Main band karungi Mano ya na mano

Ari mano ya na mano Barabar ladungi Allahabad ke high court mein dava karungi Mano ya na mano

Saiyyan ji ko idhar bulao Unse baate karni hai

Saiyyan ji ko idhar bulao Unse baate karni hai Saiyyan ji ko idhar bulao Unse baate karni hai Are saiyyan ji ka Are saiyyan ji ka der se aana Saiyyan ji ka der se aana Main bandh karungi Mano ya na mano

Mano ya na mano Barabar ladungi Allahabad ke high court mein dava karungi Mano ya na mano Barabar ladungi Allahabad ke high court mein dava karungi Mano ya na mano…