Dil Ka Koi Tukda Song Lyrics - Kya Kehna Lyrics

Dil Ka Koi Tukda Lyrics : Dil Ka Koi Tukda Song from the film Kya Kehna Lyrics is sung by hariharan, kavita krishnamurthy . ,

Dil ka koi tukda kabhi dil se juda hota nahin Apna koi jaisa bhi ho apna hai vo dooja nahin Yehi vo milan hai jo sachmuch hai dil ka karaar kya kehna Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna

Aye dil laaya hai bahaar apnon ka pyaar kya kehna Milein hum chhalak utha khushi ka khumar kya kehna

Kuchh apne hi tak yoon nahin ye hai sawaal sabke liye Jeena hai to jag mein jiyo banke misaal sabke liye Dekho kaisa mehek raha pyaar bhari baahon ka haar kya kehna

Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna Aye dil laaya hai bahaar apnon ka pyaar kya kehna Milein hum chhalak utha khushi ka khumar kya kehna

Jo ho gaya so ho gaya logon se tu darna nahin Saathi tere hain aur bhi duniya mein tu tanha nahin Saamna karenge milke chaahe dus ho chaahe hazaar kya kehna

Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna Aye dil laaya hai bahaar apnon ka pyaar kya kehna Milein hum chhalak utha khushi ka khumar kya kehna

Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna.