Kushi / Telugu / KK

Ye Mera Jaha Song Lyrics

Ye Mera Jaha Song Lyrics image

Meaning, Summary and Listening Notes

Ye Mera Jaha is a song from the 2001 Telugu movie Kushi, featuring Pawan Kalyan and Bhoomika Chawla. The lyrics, penned by Abbas Tyrewala, convey a powerful message of self-determination and progress.

What it means

The song appears to be an anthem of empowerment, urging listeners to take ownership of their world, overcome obstacles, and continuously strive forward, using metaphors of fire and the turning wheel to symbolize strength and the relentless march of time and progress.

Listen forthe recurring phrase ye meraa jahaan establishing personal ownershipimagery of light conquering darkness and paving new pathsmetaphors of fire and wheels symbolizing power and continuous movementthe motivational call to chalte raho keep going
Moodenergeticemotionalreflective
Themeshopejourneyreflection
Find more like thisye mera jahakushi movie songmani sharma musicpawan kalyanbhoomika chawlatelugu songcheerke andherechalte raho

Lyrics

yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan itihaaski shuruvaat aagse huyi aag shakti hai aag zindagi hai tum sab me ek chingaari hai jise kOyi bhujaa nahi sakta jo buraayi paas aayEgi jal jaayEgi jo paap kareeb aayEgaa jal jaayEga tum sab shole ho mashaalleh ho jalte raho jalte raho jalte raho yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan itihaasko badlaa pahiyaa ne pahiya ghoomtaa hai duniya aage baDti hai tumhe bhi ek din itihaas badalnaa hai dEsh ko aage baDhaana hai tum sab aanevaale kalki saanse ho tum sab aanevaale kalki dhaDkan ho tum ruk nahi sakte tham nahi sakte chalte raho chalte raho chalte raho yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan

Listen to Ye Mera Jaha Song Lyrics

Use the video while reading the lyrics below. The embed uses YouTube no-cookie mode and loads lazily.

About this song

Kushi is a telugu movie, music produced by mani sharma. It stars bhoomika chawla, pawan kalyan in main roles, this movie released in 2001. The soundtrack album is composed by mani sharma. The music is released under aditya music The song lyrics of Ye Mera Jaha are below