–male– Hey, na hira na moti, na sona chahoon re Na hira na moti na sona chahoon re Main to tere dil ka khilona chahoon re
–female– Na chanda na sooraj, na taara chahoon re Tere jaisa ladka kunwara chahoon re
–male– Na hira na moti, na sona chahoon re Main to tere dil ka khilona chahoon re
–female– Na chanda na sooraj, na taara chahoon re Tere jaisa ladka kunwara chahoon re
–male– Yeh kaale kaale gessoo, yeh bhoori bhoori aankhen – 2
–female– Deewani karti hai deewani teri baaten Main to tere baahon ka sahara chahoon re
–male– Na hira na moti, na sona chahoon re – 2 Main to tere dil ka khilona chahoon re
–female– Na chanda na sooraj, na taara chahoon re Tere jaisa ladka kunwara chahoon re
Tere liye hi jaani ghulaabo si jawaani – 2
–male– O meri zindagaani de koi to nishaani Main to tere khwaabon mein khona chahoon re Na hira na moti, na sona chahoon re – 2 Main to tere dil ka khilona chahoon re
–female– Na chanda na sooraj, na taara chahoon re Tere jaisa ladka kunwara chahoon re
–male– Hey, na hira na moti, na sona chahoon re Main to tere dil ka khilona chahoon re
–female– Hey, na chanda na sooraj, na taara chaahoon re Tere jaisa ladka kunwara chahoon re
| Movie / Album | Kunwara Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Hema Sardesai, Sonu Nigam |
Lyricist : Sameer
Singer : Sonu Nigam, Vinod Rathod