God Allah aur Bhagwan Song Lyrics - Krrish 3 Lyrics

God Allah Aur Bhagwan Lyrics : God Allah Aur Bhagwan Song from the film Krrish 3 Lyrics is sung by shreya ghoshal, sonu nigam and composed by rajesh roshan. ,

(God allah aur bhagwan ne banaya ik insaan – 2 Aaya zameen pe lekar woh upar waale ka farmaan Woh doston ka hai dost yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan) – 2 God allah aur bhagwan ne banaya ik insaan

(Woh tujhme bhi hai woh mujhme bhi hai Kahin na kahin woh hum sab mein hai) – 2 (Sab mein woh chupa hai usey pehchaan le Uska jo iraada hai hum thaan lein) – 2 Woh doston ka hai dost yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan God allah aur bhagwan ne banaya ek insaan – 2

(Jahaan kal woh tha akela khada Kadam apna bhi udhar chal pada) – 2 (Dil ke khabon ki jannat sajayenge hum Pyar ka savera leke aayenge hum) – 2 Woh doston ka hai dost yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan God allah aur bhagwan ne banaya ek insaan – 2