Krishna Leaving Vrindavan Song Lyrics - Krishna Aur Kans Lyrics

Krishna Aur Kans Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by shantanu moitra. . The song lyrics of Krishna Leaving Vrindavan are below

Suno suno sawre ki bansi hai baje – 2 Naino se dhar dhar kajra bahe jee Jiyara tarse naina tarse jiyara tarse naina tarse Pyasi pyasi ankhiya kahe se barse Suno suno sawre ki bansi hai baje – 2 Naino se dhar dhar kajra bahe jee Jiyara tarse naina tarse jiyara tarse naina tarse Pyasi pyasi ankhiya kahe se barse Suno suno sawre ki bansi hai baje

Panisani sa sa nisanisa dhani Nidhma ma ma ma pama gama remapa ni nimamapa gama Dhun sun bawari hui raina beeti jagi na soyi Raswan redhe gayi are kanha gunj wo galiya royi Sang mere jamuna royi gaiya royi bachhiya royi Are kanha madhuban gunj tarana shyam rang rup lubhana Simran karke hari are o kanha tu hai nirmohi mana Bhaye tujhe mohe satana dars dikhade bairi o re kanha

More shyam more shyam more shyam O suno suno sawre ki bansi hai baje Naino se dhar dhar kajra bahe jee Jiyara tarse naina tarse jiyara tarse naina tarse Pyasi pyasi ankhiya kahe se barse Suno suno sawre ki bansi hai baje