((jab se hum tere aashik bane Aashiki ka maja aa gaya) – (2) Pyar ko bandagi jab se mana Pyar ko bandagi jab se mana Bandagi ka maja aa gaya) – (2) (Jab se hum tere aashik bane Aashiki ka maja aa gaya) – (2)
(Na to koi pyas thi na koi khyal tha Na koi dard tha na koi malal tha) – (2) Bahke bahke na the kabhi kadam Tanha tanha thi jindagi Sanam sanam sanam (Jindagi me mile jab se tum Jindagi ka maja aa gaya) – (2) Pyar ko bandagi jab se mana – 2 Bandagi ka maja aa gaya Jab se hum tere aashik bane Aashiki ka maja aa gaya
(Dhadkane baichain hai Kya hasin khwab hai Ishk bemisal hai husan lazawab hai) – (2) Aise chahat me kho gaye ham Pagal dil mane na koi kasam Kasam kasam kasam (Ishk me aise bebas hue Bebasi ka maja aa gaya) – (2) Pyar ko bandagi jab se mana – 2 Bandagi ka maja aa gaya (Jab se hum tere aashik bane Aashiki ka maja aa gaya) – (2)
| Movie / Album | Kraantiveer Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Sameer |
| Singer's | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
| Music Director | Anand Shrivastav |
Lyricist : Sameer
Singer : Amit Kumar, Poornima, Sapna Mukherjee, Sudesh Bhonsle