Jindagi do pal ki – (2) Intejaar kab tak hum karenge bhala Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala Jindagi do pal ki
Dil mein tumhaari chhupa di hai maine toh apani yeh jaan Abb tumhi isako sambhaalo hamein apana hosh kahaan Bekhudi do pal ki, jindagi do pal ki Intejaar kab tak hum karenge bhala Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala
Ek chhota sa waada iss umar se jyaada sachcha hain sanam Har mod par saath iss liye rehate hain abb dono Dosti do pal ki jindagi do pal ki Intejaar kab tak hum karenge bhala Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala Jindagi do pal ki – (2)
Movie / Album | Kites Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | KK |
Music Director | Rajesh Roshan |
Lyricist : Asif Ali Beg
Singer : Anirudh Bhola, Anushka Manchanda, Rajesh Roshan, Vishal Dadlani
Lyricist : Asif Ali Beg
Singer : Anirudh Bhola, Anushka Manchanda, Rajesh Roshan, Vishal Dadlani
Lyricist : Nasir Faraaz
Singer : Suraj Jagan, Vishal Dadlani