(Tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) – (2) Ho o o o tere bina ek pal main jiya abb agar – (2) Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga Tere bina ek pal main jiya abb agar Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga Dhundegi tu mujhe baadalon mein sada – (2) Aasmaano ka main ho jaayunga Tere bina ek pal
Tere bina ek pal – (2) (Bebasabab tu gaya, ghum sada main huwa Tere bin abb yahaan, bewajah main jiya) – (2) Lautkar tu nahi aayi toh main yahaan – (2) Raat ki raahon mein kho jaayunga Tere bina ek pal (Tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) – (2)
(Kyun meri har duwa ban gayi badduwa Aisa maine kya kiya ho gayi tu khafa) – (2) Sehami sehami hai ghata, thehari thehari hai hawa – (2) Begaana main khud se ho jaayunga Tere bina ek pal main jiya abb agar – (2) Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga Dhundegi tu mujhe baadalon mein sada – (2) Aasmaano ka main ho jaayunga Tere bina ek pal (Tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) – (4)
| Movie / Album | Khwaishein (Aneek Dhar) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Nusrat Badr |
| Singer's | Aneek Dhar |
| Music Director | Shibu-Pintu |