Iss Duniya Mein Apana Kya Hai Song Lyrics - Khwahishein - Jagjit Singh Lyrics

Iss Duniya Mein Apana Kya Hai Lyrics : Iss Duniya Mein Apana Kya Hai Song from the film Khwahishein - Jagjit Singh Lyrics is sung by jagjit singh . ,

Iss duniya mein apana kya hai – (2) Kehane ko sab kuchh apana hai Iss duniya mein apana kya hai

Tere saath gayi woh raunak – (2) Abb iss shehar mein rakha kya hai – (3)

Iss nagari ke kuchh logon ne – (2) Dukh ka naam dawa rakha hai – (3)