Gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi
Gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi Yeh najraana tera bhi hai mera bhi
Apane ghum ko geet banaakar, ga lena – (2) Raag puraana tera bhi hai, mera bhi – (2) Gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi
Tu mujhako aur main tujhako samjhaau kya – (2) Dil deewaana tera bhi hai mera bhi – (2) Gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi
Shehar mein galiya, galiyon jisaka charcha hai – (2) Woh afsaana tera bhi hai, mera bhi
Mainkhaane ki baat na kar waaiz mujhase – (2) Aana jaana tera bhi hai mera bhi Gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi Yeh najraana tera bhi hai mera bhi Gham ka khajaana tera bhi hai, mera bhi
| Movie / Album | Khwahishein - Jagjit Singh Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Jagjit Singh |