Khushboo sa woh meri saason mein bas jaayega Ek nasha sa banke meri jindagi pe chha jaayega Karuun intzaar, mera yaar kab aayega Yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega Bujh gayi hai shama, aake phir jalaayega Kab talak mere bin kaho use raha jaayega Husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega Karuun intzaar, mera yaar kab aayega Woh julmi sitamgar kab pachhtaayega Yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega
Aaja aaja woh deewaane aaja, ek duje mein kho jaaye hum Duniya mein jitne ghum hai pyaare, hai sabse pyaara muhabbat ka ghum Jindagi bewafa aaj hai kal nahi Raat jo dhal gayi, tum nahi aur hum bhi nahi Husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega Karuun intzaar, mera yaar kab aayega Woh julmi sitamgar kab pachhtaayega Yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega
| Movie / Album | Khoya Khoya Chand Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Swanand Kirkire |
| Singer's | Hamsika Iyer |
| Music Director | Shantanu Moitra |
Lyricist : Swanand Kirkire
Singer : Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Lyricist : Swanand Kirkire
Singer : Ajay Jhingran, Swanand Kirkire