Khanki Hain Chudiyan (album) Lyrics / Hindi / Tanya

Khanki Hain Chudiyaan Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

Khanki Hain Chudiyaan is presented as a lyrics page from Khanki Hain Chudiyan (album) Lyrics in the Hindi collection with Tanya in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Khanki Hain Chudiyaan", and connect the song to its mood and themes.

What it means

Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with an emotional tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnemotional tone
Moodemotionalreflective
Themesreflection
Find more like thiskhanki hain chudiyaan lyricskhanki hain chudiyan album lyricshindi song lyricstanya lyricsreflection lyricsemotional songkhanki hain chudiyaan

Lyrics

Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi Unse nazar meri milke jo aayi Khud se hi main sharma gayi Kya bekhudi chhaa gayi (Ab kya hoga, ab kya hoga Jab yeh socha to ghabra gayi) -2 Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi Unse nazar meri milke jo aayi Khud se hi main sharma gayi Kya bekhudi chhaa gayi (Ab kya hoga, ab kya hoga Jab yeh socha to ghabra gayi) -2 Chorus: Saara sansaara, saara sansaara -3 (Saamne jab aa jaaye voh Hosh mera kho jaaye) -2 Baat dil ki keh na paaoon Jaane kya ho jaaye Baheka na tha mera yeh dil Pehle kabhi is tarah Jaanoon na main dil pe mere Jaadu chala kis tarah Dhadkanon ne chupke chupke Dil mein li angdaayi Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi Unse nazar meri milke jo aayi Khud se hi main sharma gayi Kya bekhudi chhaa gayi (Ab kya hoga, ab kya hoga Jab yeh socha to ghabra gayi) -2 Chorus: Saara sansaara, saara sansaara -3 (Uske dil mein rehna mujhko Uske rang mein rangna) -2 Usne ek din pehenaaye the Pyaar se mujhko kangna Uske liye sajne lagi Harpal meri zindagi Uski hi to chaahat se hai Ab to meri har khushi Uski yaadon se maheki hai Ab meri tanhaai Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi Unse nazar meri milke jo aayi Khud se hi main sharma gayi Kya bekhudi chhaa gayi (Ab kya hoga, ab kya hoga Jab yeh socha to ghabra gayi) -2

About this song

Khanki Hain Chudiyaan lyrics Khanki Hain Chudiyan (album) Lyrics is a hindi movie, this movie released in. . Produced by