Yeh dil sun raha hai mere dil ki zubaan Yeh dil sun raha hai mere dil ki zubaan Aye mere humsafar main yahan tu vahan Yeh dil sun raha hai mere dil ki zubaan
Meri sada mein bole tu ye koi kya jaane Meri sada mein bole tu ye koi kya jaane Geet mein hai saaz mein hai tu hi tu naghma kahan Yeh dil sun raha hai mere dil ki zubaan Aye mere humsafar main yahan tu vahan Yeh dil sun raha hai mere dil ki zubaan
Darde mohabbat ke siva main bhi kya tu bhi kya Darde mohabbat ke siva main bhi kya tu bhi kya Yeh zameen hum aasmaan hum ab humein jaana kahan Jaana kahan Ab humein jaana kahan Jaana kahan
| Movie / Album | Khaamoshi Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Kavita Krishnamurthy |
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Alka Yagnik, Hariharan