Allaah Hoo is presented as a lyrics page from Kala Dhanda Goray Log (1986) Lyrics in the Hindi collection, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Allaah Hoo", and connect the song to its mood and themes.
What it means
Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with an emotional tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.
Listen formain chorus turnemotional tone
Moodemotionalreflective
Themesreflection
Find more like thisallaah hoo lyricskala dhanda goray log 1986 lyricshindi song lyricsreflection lyricsemotional songallaah hoo
Lyrics
Allaah hoo, allaah hoo, allaah hoo, allaah hoo, allaah hoo
Hoo hoo hoo........
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali..... - (2)
Kehate hi sar se bala tali ali ali ali ali ali ali.....
Duniya mein mushkil hai kya -3, himmat marda madat khuda
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali.....
Agar dil ko yeh hausala mil gaya, toh bande ko samajho khuda mil gaya
Ghumm ki kaali raat dhali, subah ki thandi hawa chali ali ali
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali.....
Kehate hi sar se bala tali ali ali ali ali ali ali.....
Tujhe hajaaron ne laakhon ne aajmaaya hai
Aajmaaya hai tujhe aajmaaya hai
Ho tera hi naam toh mushkil mein kaam aaya hai
Kaam aaya hai, kaam aaya hai
Uthaake haath jo maanga hai sabane paaya hai
Teri nigaahein karam ka sabhi pe saaya hai
Main hoon marij-e-ghum mera dabib tu
Mera sawaar de bigada naseeb tu
Sabaka habeeb tu sabake kareeb tu
Sabaka habeeb tu hi tu sabake kareeb tu hi tu
Sab tere tu hai sab ka allaah
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali.....
Kehate hi sar se bala tali ali ali ali ali ali ali.....
Bigada hai naseeba toh sanwar jaayega
Khaali hai daaman toh yeh bhar jaayega
Aaya hai bura waqt gujar jaayega
Dar jaayega jo shaks woh mar jaayega
(Kis waaste yeh dil maayus aaj hai
Hai kaun baadshaah kya takh-o-taaj hai) - (2)
Dono jahaan par maalik ka raaj hai - (2)
Yeh duniya kya woh duniya allaah
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali.....
Kehate hi sar se bala tali ali ali ali ali ali ali.....
Tere hujur mein haajir tera sawaali hai
Tera sawaali hai, tera sawaali hai
Tera makaam jamaane mein sabse aali hai
Sabse aali hai, sabse aali hai
Naseeb ne meri ummid tod daali hai
Naseeb semain ladunga kasam utha li hai
Kya darr ki baat hai, kya ghum ki raat hai
Sar pe mere teri rehmat ka haat hai
Tanaha nahi hoon main tu mere saath hai - (2)
Duniya hai dushman toh kya allaah
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali.....
Kehate hi sar se bala tali ali ali ali ali ali ali.....
Duniya mein mushkil hai kya -2, himmat marda madat khuda
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali.....
Use this page to go deeper
Read first. Follow the lyrics section line by line while listening in your preferred music app.
Interpret next. Compare your reading with the meaning notes, mood, themes, and listening cues above.
Explore the context. This page connects Allaah Hoo Song Lyrics to Kala Dhanda Goray Log (1986) Lyrics, Hindi, the listed artists, and related songs.