Kal Aaj Aur Kal Lyrics / Hindi / Asha Bhosle

Aap Yaha Aaye Kisliye Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

This song features a playful dialogue between a man and a woman, exploring the reason for his visit. It captures a lighthearted exchange leading to a marriage proposal and her initial resistance.

What it means

The lyrics depict a charming courtship where the man, Kishore, tries to win over the woman, Asha, with romantic pleas and a direct proposal for marriage, which she playfully dismisses as a threat to her freedom.

Listen forthe back-and-forth conversational structurekishore kumar's persistent romantic overturesasha bhosle's initial playful resistance to his advancesthe repeated phrase 'aap yahaan aaye kisliye'
Moodplayfulromanticemotional
Themeslovelongingreflection
Find more like thisaap yaha aaye kisliyekal aaj aur kalasha bhoslekishore kumarhindi songbollywoodshaadi kaa iraadaamarriage proposal

Lyrics

A: aap yahaan aaye kisliye? K: aapne bulaayaa isliye A: aaye hain to kaam bhi bataaiye K: haa.n haan pahle zaraa aap muskuraaiye A: muskuraane ki na koi baat hai K: aji dekhiye to kyaa haseen raat hai A: oh kaam to bataaiye bataaiye K: na na na pahle zaraa aap muskuraaiye A: aap yahaan aaye kisliye?? K: tere binaa haay a: kyaa? K: neend nahin aati hai a: achchhaa? K: yaad teri aakar a: aahaa K: roz tadpaati hai a: sachmuch? K: apnaa banaalo a: a? K: haath zaraa thaam lo a: vaah vaah vaah K: baar baar dekho na a: kyaa? K: dil se hi kaam lo a: arrey baabaa kaam to bataaiye K: kaam seedhaa saadhaa hai a: achchhaa? K: aji lenaa ek vaadaa hai a: kyaa? K: aajaa aajaa shaadi kaa iraadaa hai, shaadi kaa iraadaa hai A: shaadi? aur tumse? K: haan haan! shaadi kaa iraadaa hai A: shaadi? na baabaa na k: magar kyon?? A: shaadi to barbaadi hai k: kyaa kahti ho? A: nahin jaati hai aazaadi hai K: nahin nahin monaa! suno to.. A: taa taa, bye bye.. K: oh ho aap yahaan aaye kisliye Aap ne bulaayaa isliye Aaye hain to kaam bhi bataaiye Pahle zaraa aap muskuraaiye

About this song

Aap Yaha Aaye Kisliye Lyrics from Kal Aaj Aur Kal Lyrics (bollywood) sung by asha bhosle, kishore kumar. This song is composed by. Kal Aaj Aur Kal Lyrics (bollywood) film stars, the songs were released in.