Kabhi Khushi Kabhi Gham Lyrics / Hindi / Alka Yagnik
Say Shava Shava Song Lyrics
Meaning and listening notes
This song is from the Bollywood movie 'Kabhi Khushi Kabhi Gham' and features multiple singers including Alka Yagnik and Udit Narayan. It is a lively Hindi track inviting celebration and expressing deep affection.
Interpretation
The lyrics convey an enthusiastic invitation to dance and celebrate, intertwined with declarations of profound love and devotion. It describes the captivating beauty of a beloved and the overwhelming feeling of falling in love.
Listen forthe repeated 'say shava shava' chantthe sound imagery of jingling ankletsdeclarations of love and devotionthe call to 'nachle' dance
Find more like thissay shava shavakabhi khushi kabhi ghamalka yagniksudesh bhonslesunidhi chauhanudit narayanhindi songbollywood
Lyrics
Say shava shava, say shava shava - (2)
Rup hai teraa sona, sonee teree payal - (2)
Chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghayal
Keh raha aankho kaa kajal, ishk me jina marna, yay
Say shava shava mahiya say shava shava........ yeah
Rup hai meraa sona, sonee meree payal
Rup hai meraa sona sona, sonee meree payal
Chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghayal
Hey, keh raha aankho kaa kajal, ishk me jina marna
Everybody
Say shava shava mahiya say shava shava........ yeah
Mahiya ve aaja mahee, mahiya ve aaja - (4)
Aaja goree nachle ay shava, nachle ve nachle ay shava
Arre aaja goree nachle ay shava, ae nachle ve nachle ay shava
Dekha tenu pehlee pehlee bar ve, hone laga dil bekarar ve
Rabba mainu kee ho gaya, dil janiye hai mainu kee ho gaya
Sunke teree baate sone yar ve, mahee mainu tere nal pyar ve
Hai mai mar jawa, dil janiye hai mai mar jawa
Say shava shava mahiya, say shava shava mahiya
Ve shava shava bhangra, ve shava shava
Mmm hmm hmm hmm hmm hmm........
Inn kadmo me saanse war de, rab se jyada tujhe pyar de
Rab mainu maf kare, rabba khairiya hai mainu maf kare
Tum toh meree jind meree jan ve, meree too jamin hai aasman ve
Tujh bin mai kee kara, rabba khairiya hai ve mai kee kara
Say shava shava mahiya, say shava shava mahiya
Say shava shava mahiya, say shava shava, yea
Ae rup hai teraa sona sona, sonee teree payal
Chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghayal
Keh raha aankho kaa kajal, ishk me jina marna
Come on
(Say shava shava mahiya, say shava shava mahiya
Ve shava shava bhangra, ve shava shava bhangra) - (2)
About this song
Lyrics of 'Say Shava Shava ' song from the bollywood movie 'Kabhi Khushi Kabhi Gham Lyrics', in the voice of singer alka yagnik, sudesh bhonsle, sunidhi chauhan, udit narayan,
