Veeron ki bheed mein Ek saathi hai ye tera Veeron ki bheed mein Ek saathi hai ye tera Dharti pe ye khada Dekho chatan ke tarah
Tu kabhi na koi chal mein aana Bas iske bharose mein aana Sabke aasu ko yeh samjhega Aur dega sahara..
Veeron ki bheed mein Ek saathi hai ye tera
gum hui gum dushman ki aawaze tan gayi jab iski talware din aur dukhi ko yahi daan karta hai daan ke sang samman karta hai dekhe ise dushman to chhup jaaye chahe din me kahe ya raat me koi fark na iski baat me rehbar hai ye sathiya, kabhi chhodega na tumhe
Veeron ki bheed mein Ek saathi hai ye tera
laakho ke adhikar hai, kar hatho me talwar hai ye iska hunkar hai veero ki bhid me ek saathi hai ye tera bandish todta hai, rasta ye modta hai dar bhi nichodta hai ye tera veero ki bhid me ek saathi hai ye tera kabali original gangster
Movie / Album | Kabali (Hindi) |
Language | Hindi |
Lyricist | Raqib Aalam |
Singer's | Francois Castellino |
Music Director | Santhosh Narayanan |
Label | Think Music |
Year | 2016 |
Starring | Radhika Apte, Rajinikanth |
Lyricist : Raqib Aalam
Singer : Ananthu, Pradeep Kumar, Sanjana Kalmanje, Shreya Goshal